Humare ishq ki qeemat laakar
Bazaaron mein bech gaye
Jahannum jee rahe hain
Jeete-jee din sab dekh gaye
Kya-kya nahin kiya humne unke liye
Na chaahte the unhein khona kabhi
Hum guzar rahe hain jis hashr se aaj bhi
Woh hashr kisi ka ho na kabhi
Hum guzar rahe hain jis hashr se aaj bhi
Woh hashr kisi ka ho na kabhi
Hai ishq ki baazi haari
Hum haar gaye duniya bhi
Na tu hi mila, na main reh gayi
Hai reet yeh kya duniya ki?
Hai ishq ki baazi haari
Hum haar gaye duniya bhi
Na tu hi mila, na main reh gayi
Hai reet yeh kya duniya ki?
Jo zakham diye na bharne denge
Na dardon ko dhona kabhi
Hum guzar rahe hain jis hashr se aaj bhi
Woh hashr kisi ka ho na kabhi
Hum guzar rahe hain jis hashr se aaj bhi
Woh hashr kisi ka ho na kabhi
Jo hans-khel ke taal diya
Mazaaq thodi hai
Mohabbat dhabba hai tumhari
Bas daag thodi hai
Marvik, baaqi reh kya gaya?
Kar diya sab kuchh tune
Socha humne jo na kabhi
Yeh hashr kisi ka ho na kabhi