Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Kaun ho tum jo dil mein samaay jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Tum kiska pyaar ho
jawab do sanam
Tum kiska pyaar ho
jawab do sanam
Kiska karar ho jawab do sanam
Main dewaana pyar ka hun.. Pyar ki kasam
Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Tum jaisa dil nasheen
nahin koi nahin
Ho tum jaisa dil nasheen
nahin koi nahin
Dekha suna kahi
nahin kahi nahin
Lakho chehre hamne dekhe aapsa nahin
Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaaye jate ho
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar