menu-iconlogo
logo

Jeete Hai Chal

logo
avatar
Kavita Sethlogo
Gari_mee👑ιcσиιc👑logo
In App singen
Liedtext
Om tryambakam yajaamahe,

Sugandhim pusstt ivardhanam,

Urvaarukam-iva bandhanaan,

Mrityor-mukssiiya maa-mrataat,

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Gham musafir tha jaane de

Dhoop aangan mein aane de

Jeete hai chal

Jeete hai chal

Jeete hai chal

Talvon ke neeche hai thandi si ik dharti

Kehti hai aaja daudenge

Yaadon ke bakshon mein jinda si khushboo hai

Kehti hai sab pichhe chhodenge

Ungliyon se kal ki ret behne de

Aaj aur abhi mein khud ko rehne de

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Ek tukda haseen chakh le

Ek dali zindagi rakh le

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Hichki ruk jaane de

Siski tham jaane de

Iss pal ki yeh guzaarish hai

Marna kyun, jee lena

Boondon ko pee lena

Tere hi sapno ki baarish hai

Paaniyon ko raste tu banane de,

Roshni ke peeche khud ko jaane de

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Om try-ambakam yajaamahe

Sugandhim pusstti-vardhanam

Urvarukamiva bandhanan

Mrityor mukshiya maamritat

Urvarukamiva bandhanan

Mrityor mukshiya maamritat

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal..