menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Jeete Hain Chal

Kavita Sethhuatong
rachiebucko94huatong
Liedtext
Aufnahmen
Om tryambakam yajamahe

Sugandhim pushtivardhanam

Urvarukmiva bandhanan

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Gham musafir tha jaane de

Dhoop aangan mein aane de

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Talvon ke neeche hai thandi si ek dharti

Kehti hai aaja daudenge

Yaadon ke bakson mein

zinda si khushboo hai

Ungliyon se kal ki ret behne de

Aaj aur abhi mein khud ko rehne de

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Ek tukda haseen chakh le

Ik dali zindagi rakh le

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Hichki ruk jaane de

Siski tham jaane de

Iss pal ki ye guzaarish hai

Marna kyun, jee lena

Boondon ko pee lena

Tere hi sapno ki baarish hai

Paaniyon ko raste tu banaane de

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Om tryambakam yajamahe

Sugandhim pushtivardhanam

Urvarukmiva bandhanan

Mrityor mukshiya maamritat

Urvarukmiva bandhanan

Mrityor mukshiya maamritat

Kehta yeh pal

Khud se nikal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Jeete hain chal

Mehr von Kavita Seth

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen

Jeete Hain Chal von Kavita Seth - Songtext & Covers