menu-iconlogo
huatong
huatong
Liedtext
Aufnahmen
FM:Na Jaane Kaise

Pal Me Badal Jaate Hain

Na Jaane Kaise

Pal Me Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Kya Jaane Kaise

Rangon Me Dhal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Na Jaane Kaise Pal Me Badal Jaate Hain

Judkar Kahin Dil Jod Dein

Toote To Dil Tod Jaate Hain Ye

Judkar Kahin Dil Jod Dein

Toote To Dil Tod Jaate Hain Ye

Ye Phool Bankar Hain Khilte Kahin

Kahin Dil Me Kaante Chubhaate Hain Ye

Jaane Kahan Kis Mod Pe

Deke Daga Dil Ko Chhal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Na Jaane Kaise Pal Me Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Apnon Se Yoon Bichde Hain Jo

Unhen Kya Bichadne Ka Kuch Gham Nahin

Apnon Se Yoon Bichde Hain Jo

Unhen Kya Bichadne Ka Kuch Gham Nahin

Magar Haar Kar Kyun Dukhon Se Koi

Jahar Ghol De Zindagi Me Kahin

Sab Khel Hai

Taqdeer Ka

Taqdeer Se Hi Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Na Jaane Kaise

Pal Me Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Rishte Kabhi Toote Kahan

Jo Toot Jaaye Wo Rishte Nahin

Rishte Kabhi ,Toote Kahan

Jo Toot Jaaye Wo Rishte Nahin

Chhupi Hai Udaasi Ke Peeche Hansi

Dabi Dard Me Bhi Khushi Hai Kahin

Sach To Hai ye

Bas Pyar Se

Jeewan Hamare Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte

Na Jaane Kaise Pal Me Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishte.

Mehr von Kishore Kumar/Suman Kalyanpur

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen