Aavo leke chaluuun tumko
Bachpann ki unn galiyon mein
Jahan rang hai
Yaar hai
Fursat hai
Shayad kahi isme
Tumko tum milo
Chalo kahun tumse mein
Meri kahani
Jhula jhulaiy ye panghat
Nadiyaaaa ae kinare
Ye angan nindiyaaaa tu ana
Hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
Apne rang sunooo mere dil e jan iya
Kahani mani ek din mere sang ye jahaaan tha
mera kuch auuur teraaa bhi arma
Janey dil main kia kuch ye basaaaa tha
Ye meri hai kahani
Ye meri kahani
Jhula jhulaiy ye panghat nadiyaaa kinare
Ye angan nindiyaaaa tu ana
Hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
Apne rang tera mera galiyon main ye phirna
Phirtay phirtay raton ko ye thakna
Thak ke nani ki godi main sona
Pariyon ke dais ja ke na ana
Ye meri hai kahani
Ye meri kahani
Koi fikar thi na koi bahaaana
Mutthi main tha jaisay zamana
Kachi zaban main wo geet gana
Naye khelonay sab ko dikhana
Mang liya zindagi se zaiyada
Chin gaya wo
jis ne kiya wada
Kon laiye wo pal jo suhanay
Betay thay jo wo guzray zamanay
Ye meri hai kahani
Ye meri hai kahani
la la la lalalala