menu-iconlogo
huatong
huatong
kumar-sanu-tere-dard-se-dil-cover-image

Tere Dard Se Dil

Kumar Sanuhuatong
outlawnick7huatong
Liedtext
Aufnahmen
Writer(s): Nadeem Shravan, Sameer

Tere dard se dil aabad raha

Tere dard se dil aabad raha

Kuchh bhul gaye Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Tere dard se dil aabad raha

Kuchh bhul gaye Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Nasiba bhee kya rang laya

Kaha lake ham ko milaya

Nasiba bhee kya rang laya

Kaha lake ham ko milaya

Apnee wafa key gul khil naa paye

Milke bhi tujhse ham mil naa paye

Darde dil ham kaise sahe

Durr bhi ham kaise rahe

Teraa gam tere jane key bad raha

Teraa gam tere jane key bad raha

Kuchh bhul gaye Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Jane wafa tujhko kya de

Dil keh raha hai duwa de

Jane wafa tujhko kya de

Dil keh raha hai duwa de

Arman bujhe hai sapne dhuan hai

Mar mar key ham toh Zinda yaha hai

Bekhudee me ham kho gaye

Phir juda tujhse ho gaye

Chahat kaa jahan bar bad raha

Chahat kaa jahan bar bad raha

Kuchh bhul gaye Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Tere dard se dil aabad raha

Kuchh bhul gaye Kuchh yaad raha

kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Kuchh yaad raha

Mehr von Kumar Sanu

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen