Chanda dekhe chanda
Toh woh chanda sharmaaye
Chanda dekhe chanda
Gori gori chaandani mein
Gori jab muskaaye
Jiya bole piya
Toh yeh jiya sharmaaye
Jiya bole piya
Gori gori chaandani mein
Piya jab muskaaye
Jiya bole piya
Chaand se maathe pe bindiya
Jhilmilaaye aise
Chaand suraj raat mein
Ek saath chamke aise
Chaand se maathe pe bindiya
Jhilmilaaye aise
Chaand suraj raat mein
Ek saath chamke aise
Ji kare yeh umar yunhi
Dekhate kat jaaye
Jiya bole piya
Toh yeh jiya sharmaaye
Jiya bole piya
Nain ban jaati hai ghunghat
Man dulhan ki aasha
Baanchate hain jab nayan
Tere nayan ki bhaasha
Nain ban jaati hai ghunghat
Man dulhan ki aasha
Baanchate hain jab nayan
Tere nayan ki bhaasha
Nain mein chhup kar mere
Mujhko tu mujhase churaaye
Chanda dekhe chanda
Toh woh chanda sharmaaye
Chanda dekhe chanda
Aaa aaa
Aaa aaa
Preet ke rang mein ranga hai
Tera udata aanchal
Maine baandha hai isi mein
Ik deewana pagal
Preet ke rang mein ranga hai
Tera udata aanchal
Maine baandha hai isi mein
Ik deewana pagal
Aanchal ki chhaaya mein yeh
Paagal jiye mar jaaye
Jiya bole piya
Toh yeh jiya sharmaaye
Gori gori chandani mein
Piya jab muskaaye
Chanda dekhe chanda
Toh woh chanda sharmaaye
Gori gori chaandani mein
Gori jab muskaaye
Jiya bole piya
Chanda dekhe chanda