Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Nacho gaao chhamaa 
Chham chham chham 
Nacho gaao chhamaa 
Chham chham chham 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Hoo jaaudu saa chalta raheta hai 
Hoo mausam badalta raheta hai 
Hoo jaaudu saa chalta raheta hai 
Hoo mausam badalta raheta hai 
Haan chaand yaa ho sooraj 
Chhupta nikalta raheta hai 
Kyaa ye tamasha hai kam 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Hum sab musafir jeevan safar 
Hum sab musafir jeevan safar 
Apne hai paaon panchhi ke par 
Apne hai paaon panchhi ke par 
Gaadi mein gaana gaao magar 
Raste pe daddy rakho nazar 
Gaadi mein gaana gaao magar 
Raste pe daddy rakho nazar 
Ho jaaye na sangam 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Ungali na phero baalon mein 
Hota hai kuch kuchh gaalon mein 
Ungali na phero baalon mein 
Hota hai kuch kuchh gaalon mein 
Bilkul wahin paheli raat si 
Badali nahin tum saalo mein 
Kuch aisa hi mausam 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam 
Thodi si khushi hai 
Thoda saa hai gham 
Kuch hai jyada kuch hai kam 
Iss zindagi ka hai 
Kuch aisa hi mausam