
Na Tum Jaano Na hum
Kyon chalti hai pavan
kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann
na tum jano na hum
na tum jano na hum
Kyon aati hai bahaar
kyon lutta hai karaar
kyon hota hai pyaar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
Ye mad ho shiyaan
ye tanha hiyaa
tasabur mein hay
kiski parcha hiyaa
Ye bhiga sama
umalney java
mujhe ishqe le
ja raha hay kahaa
Kyon gum hay har disha
kyon hota hai nasha
kyon aata hai mazaa
na tum jano na hum
na tum jano na hum
Dhadakta bhi hay
tadapta bhi hay
ye dil kyon achanak
bahakta bhi hai
Mahakta bhi hai
chahakta bhi hai
ye dil kya vafa ko
samajhta bhi hai
Kyon milti hain nazar
kyon hota hai asar
kyon hoti hai sahar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
Kyon chalti hai pavan
kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann
na tum jano na hum
Kyon aati hai bahaar
kyon lutta hai karaar
kyon hota hai pyaar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
Na Tum Jaano Na hum von Lucky Ali - Songtext & Covers