MASHUP MI
Editing and lyrics by 00 Ashwini
Don't forget to follow
00 Ashwini
ENJOY SINGING
Tanha tanha yahan pe jeena,
yeh koi baat hai
Koi saathi nahin tera yahan to,
yeh koi baat hai
Kisi ko pyaar de de,
kisi ka pyaar le le
Is saare zamaane mein
yehi pyaari baat hai
Tanha tanha yahan pe jeena,
yeh koi baat hai
Koi saathi nahin tera yahan to,
yeh koi baat hai
Kisi ko pyaar de de,
kisi ka pyaar le le
Is saare zamaane mein
yehi pyaari baat hai
Both : Tanha tanha yahan pe jeena,
yeh koi baat hai
Dil Hai Chhotaa Saa
Chhoti Si Aashaa
Masti Bhare Mana Ki
Bholi Si Aashaa
Chaanda Taaron Ko
Chhuune Ki Aashaa
Aasamaanon Mein
Udane Ki Ashaa
Dil Hai Chhotaa Saa
Chhoti Si Aashaa
Masti Bhare Mana Ki
Bholi Si Aashaa
Chaanda Taaron Ko
Chhuune Ki Aashaa
Aasamaanon Mein
Udane Ki Ashaa
Both : Dil Hai Chhotaa Saa
Chhoti Si Aashaa
Dil Ye Bechain Ve,
Raste Pe Nain Ve
Dil Ye Bechain Ve,
Raste Pe Nain Ve
Jindri Behaal Hai,
Sur Hai Na Taal Hai
Aa Ja Saanvaria Aa Aa Aa Aa
Taal Se Taal Mila,
Ho.. Taal Se Taal Mila
Dil Ye Bechain Ve,
Raste Pe Nain Ve
Jindri Behaal Hai,
Sur Hai Na Taal Hai
Aa Ja Saanvaria Aa Aa Aa Aa
Taal Se Taal Mila,
Ho.. Taal Se Taal Mila
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Tell me o khuda
ab main kya karoon
Chaloon seedhi ke ulti chaloon
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Tell me o khuda
ab main kya karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main upar aasman neeche
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Na Ho Tu Udaas Tere Paas Paas
Main Rahunga Zindagi Bhar
Na Ho Tu Udaas Tere Paas Pass
Main Rahunga Zindagi Bhar
Saare Sansaar Ka Pyar
Maine Tujhi Mein Paya
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chaahiye
Phulon mein jo khushboo hai
kaise vo aati hai
Titli kahan se yeh saare rang laati hai
Hawa ko basuri banaati hai sangeet kaise
Koyal ne sikhe hai yeh
itne pyaare geet kaise
Hai yeh ajoobe lekin ek aur ajooba hai
Dharti se, ambar se
parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai,
Pehli nazar mein hi
jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai
Phoolon se jo khushboo aaye ajooba hai
Titli jo saare rang laaye ajooba hai
Basuri ka yeh sangeet ajooba hai
Koyal jo gaati hai geet ajooba hai
Yeh bhi hairaan hai,
aisa bhi ek ajooba hai
Ta ra ra ra ra ra
Ta ra ra ra ra ra
Ta ra ra ra ra ra ra ra
Follow 00 Ashwini
THANK YOU