hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
sirf jazbaat hai jazbaaat mein
kya rakhkha hai
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
kiski taqdeer mein hai unke
mehakate gesun
kiske ghar failega
uss mast nazar ka jaadu
kiski taqdeer mein hai unke
mehakate gesun
kiske ghar failega
uss mast nazar ka jaadu
inn pareshan sawaalat mein
kya rakhkha hai
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
itna deewana na ban ae
dil e betaab sambhal
woh agar mil bhi liye tujhse
to itna na machal
itna deewana na ban ae
dil e betaab sambhal
woh agar mil bhi liye tujhse
to itna na machal
be taalukh si
mulaaqat mein kya rakhkha hai
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
muskurahat ko mohabbat ka
ishara na samajh
mil liye honge woh yunhi
unhe apna na samajh
muskurahat ko mohabbat ka
ishara na samajh
mil liye honge woh yunhi
unhe apna na samajh
aise nadaan khayalaat mein
kya rakhkha hai
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe
sirf jazbaat hai jazbaat mein
kya rakhkha hai
hum mein hai kya ke humein
koi haseena chaahe