Yaadon ki baraat nikli
hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
Ho o o chedo tarane
milan ke pyaare pyaare
Sang hamare
yaadon ki baraat nikli
hai aaj dil ke dwaare
dil ke dwaare
Badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan me bichadenge na hum kabhi
Ho badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan me bichadenge na hum kabhi
Yunbhi jaoge aakhir kahan hoke hamare
Yaadon ki baraat nikli
hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
Aage bhi hoga jo uska karam
Yeh din to manayenge har saal hum
aage bhi hoga jo uska karam
yeh din to manaae gain har saal hum
Apne angan nache gaayenge chanda sitare
Yaadon ki baraat nikli
hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
hoo chero taraane milan ke
pyare pyare, sang hamaare
yaadon ki baraat nikly hai aaj
dil ke dwaare,dil ke dwaare