Muskan adharon par liye
Kyun main sada chup hi raha?
(Radhe)
Muskan adharon par liye
Kyun main sada chup hi raha?
Paawan tumhare prem ko
Kyun "Moh" tha maine kaha?
Har baat samjhana sada sambhav nahi, Radhe
Samay samjhayega
Har baat samjhana sada sambhav nahi, Radhe
Samay samjhayega
Sambhav nahi hote kabhi
Yahan prashnon ke uttar sabhi (Radhe)