Baatein teri karte hue
Thak ke so jaati hoon sirhaane aasmaan
Jaane kahaan mud jaati hain
Dekhte dekhte tujhe ye galiyan
Teri tarah khushbu chale..
Taare hamari tarah raaton se mile
Suni naheen zamaane ne
teri meri kahaaniyan
Karde koyi nawaazishen karam mehrbaniyan
Yeh aarzu thi kih dekhe yeh duniya
hum jaisa koi diwana hi nahi
Karde koyi nawaazishen
karam mehrbaaniyaan
La lara lara la..
La lara lara la..mmm
La lara lara la..
La lara lara la..aaaa
Raat andheri mein chhup rahe the
Gum ek sawera dhoond rahe the
Sadiyon se jaise jaag rahe the
Pyar ko apne dhaanp rahe the
Phir gir pade
Koyi mila naa sahaara kya kare
Suni nahi zamaane ne
teri meri kahaaniyaan