Ho Ho ho ho aa aa 
Yeh mere dil ka jaana 
Ek aakhri faisla hai 
Ab saath hoga na tera 
Yeh dard ki intehaan hai 
Tha pyar tera toh jhootha 
Sacha magar yeh Khuda hai 
Tanhaiyon me hoon roya 
Tab jaake mujhko mila hai 
Duniya ke rishton me toh 
Yeh hota hi raha hai 
Laila aur Majnu bhi toh 
Ek doosre se juda hain 
Tanhaai ka ashq mitayen yahaan 
Barbaddiyan bhi sabko 
jaane mili hain kahaan 
Tere bina hum jee lenge 
Phir kyun rahe koi gile 
Tere bina hum seh lenge 
Woh zakhm jo tujh se mile aa ha haan 
Hai rut nayi, mausam naya 
Iss daur me kaisi wafaa 
Bhar jayegi teri kami 
Mil jayega ab kuch naya 
Haan khush hain ab hum toh 
Tujhse kahaan hum khafa hai 
Tune chuna hai woh rasta 
tere liye jo bana hai 
Ehsaan tera main maanu 
Tanha mujhe jo kiya hai 
Jo pyar tera hai khoya 
Lagta hai khud se mila main 
Kisko mila sang umr bhar ka yahaan 
Woh hi rulaye dil chahe jisko sada 
Tere bina hum jee lenge 
Phir kyun rahe koi gile 
Tere bina hum seh lenge 
Woh zakhm jo tujh se mile 
Tere bina hum jee lenge 
Phir kyun rahe koi gile 
Tere bina hum seh lenge 
Woh zakhm jo tujh se mile 
Tere bina hum jee lenge 
Phir kyun rahe koi gile 
Tere bina hum seh lenge 
Woh zakhm jo tujh se mile