[m] Tune bechain itna, zyada kiya
Tune bechain itna, zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
[f] Dil ne majbur itna, zyada kiya
Dil ne majbur itna, zyada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
[m] Tune bechain itna, zyada kiya
[f] Hoo Dil ne majbur itna, zyada kiya
[m] Lag raha~ hai mujhe,
tere sar~ ki kasam,
Lag raha~ hai mujhe,
tere sar~ ki kasam,
Apni paheli mohabbat
Nahi~ yeh sanam..
[f] Haa mile aur bich're,
kahi~ baar ham...
Phir se milne ka hamne, iraada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
[m] Tune bechain itna, zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
[f] Raat dhalti nahi ii...
Raat dhalti nahi,
din gujaraata nahi,
Mera dil kab tujhe yaad karta nahi
[m] Aahe bharne se ji mera,
bhar'ta nahi ii..
Faisla maine, yeh sidha sadha kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
[f] Dil ne majbur itna, zyada kiya
[f] Kaach ki tune churi, balam tor di
Kaach ki tune churi, balam tor di
Laaz ki sharm ki, har kasam tor di
Laaz ki sharm ki, har kasam tor di
[m] Nind to lut li~ jaan kyu chor de
Kam teri nigaaho ne aadha kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Tune bechain itana zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
[f] Dil ne majbur itna zyada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
[m] Mai tera ho gaya, maine waada kiya
[f] Mai teri, ho gayi, maine waada kiya