Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Sahar ka waqt tha masoom kalya(n) muskurati thee(n)
Hawaaei(n) khair maqdam ke taraanay gungunati thee(n)
Abhi Jibreel ve utre na thay Kaabay kay mimber se
Ke itnay main sadaa aai ye Abdullah ke ghar sey
Mubarak ho shah e hardo sara tashreef le aaye
Mubarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aaye
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Na koi aap jecha thana tha koi aap jecha he
Koi yousaf se puche mustufaka hosne kesa he.
Jomin O asmame koi ve misail na mile
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Daleel-e-Zindegi o heka male bondegi o he
Koi bhe daur ho us me meraje admi wo hain
Wohi to din duniya he jo baaten Aap Nay kahin
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Koi bhi baat ho har hukm unka mutabar aisa
Ke unka haa nahin kehna bhi he Quran ke jesa
Hadise pak kehena he jo baatein Aap Nay kahin
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Salam us parke jisne be kosoon kee dast geeri kee
Salam us par ke jisne badshahi me fokiri ki
"Salam us parke jisne
Ghar na chandi thi na Sona tha
Salam us par k Toota boriya jis ka Bichona tha
Durrod un par salam un par yahi kahna khuda ka hai
Khuda ke baad jo hai
Martaba salli Ala ka hai.
Wohi sarda re..e.. Alam he
Wohi gham khawaar..e.. Umat hain
Wohi to hasri key moida me sob key sifayat he.
Sifayat keli sob ki najor
Un par lagi ho gi
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi