Aa kar le kumbha ke darshan
Aa kar le man ko tu pavan
Aa kar le kumbha ke darshan
Aa kar le man ko tu pavan
Kumbha ke darshan man ko tu pavan
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Lagti hai kitni pyari ye ganga maa ki dhara
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Tum chodo kaam sara maa ne tumhe pukara
Tum chodo kaam sara maa ne tumhe pukara
Ab barah varsho ke baad dekhega ye najara
Tum chodo kaam sara maa ne tumhe pukara
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Mahakumbha ka ye darshan saalo ke baad aata
Jo aata ganga ke dar man iccha fal wo pata
Aati hai sari duniya yaha kumbha me nahane
Hat jaye paap sare aake isi bahane
Aata hai jag ye sara itna gajab najara
Aata hai jag ye sara itna gajab najara
Lagti hai kitni pyari ye ganga maa ki dhara
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Tum chodo kaam sara maa ne tumhe pukara
Aate hai ganga dar pe tere naam ke sahare
Aate rahe hamesha maa jab bhi tu pukare
Maha kumbha ka ye avsar ese sada hi aaye
Maa pel ka ye alam ese hi jagmagaye
Mange maa sari duniya teri laharo ka sahara
Mange maa sari duniya teri laharo ka sahara
Lagti hai kitni pyari ye ganga maa ki dhara
Jal me tere nahana nirmal hai man banana
Jal me tere nahana nirmal hai man banana
Ab barah varsho ke baad dekhega ye najara
Ganga ka dham pyara kumbha ka ajab najara
Tum chodo kaam sara maa ne tumhe pukara
Ganga jai ho jai ho jai ho
Maiya jai ho jai ho jai ho
Ganga jai ho jai ho jai ho
Maiya jai ho jai ho jai ho
Ganga jai ho jai ho jai ho
Maiya jai ho jai ho jai ho
Ganga jai ho jai ho jai ho
Maiya jai ho jai ho jai ho
Ganga jai ho jai ho jai ho