Aankh se, Beh gye Jo khwab the
Reh gye, Bas umeedon ke sile
Kya mila, Sab paa kar bhi mujhe
Is Janam, Jo Tum hi na mile
Reh gye waaste
Bhad gye faasle
Kya bharosa saans ka
Ye ruke ya chale
Dard tha, dard hai
Dard Mai ye dil pale
Kya bharosa saans ka
Ye ruke ya chale
Kabse taalash mai phiru tere bas saath ye umeed hain
Ke tu paas mai kahin aati hai ya to dekhu tasveere saath mai jo li
Par tu saath mai nahin
Dukhe dil teri yaad mai kya marz degyi
Kya tera farz tha nahi?
Ke tu bhi nibhaye vaade
Haan padha karti thi kaafi pyaar ki kitaabe
Aur jala gayi dil mera kagazgon ki tarah
Par kya kami mere pyaar mai ye tu muje batate
Hu nasamjh mai ye pyaar ni smajhta
Hai galtiyan hoti insaan se
Jaana ye dooriyan mai aur seh ni pauga
Hai bas umeedon k sahare kaati raatein
Bas umeedein, reh gyi hain
Keh gyi hain, Baarishein
Aayega na, tha gaya jo
Kar gaya wo, saazishein
Ye baat hai us raat ki
Bhujte hue us saath ki
Bemausami barsaat ki
Han jab wo mere saath thi
Thi paas wo par door thi
Shayad kahi majboor thi
Tha phone uske hath mai
Par screen churo chur thi
Us ki khata thi pyaar ki
Duniya ki jisko lgi nazar
Hai khilaf duniya ye kyu khuda kyu yahan pyaar ki na hai kadar