Yaad hai mujko tune kahaa tha
Tumse nahin ruthenge kabhi
Dil kee tarah se aaj milee hain
Hmm teri banhon mein beetee har shaam
Kya hua tera vaadaa vo qasam vo iraada
Bhuulegaa dil jis din tumhein
Vo din zindagi ka aakiri din hoga
Kya hua tera vaadaa
Vo kehne waale mujko farebi
Kaun farebi hai ye bataa
Vo jisane gam liya pyaar ke khaatir
Hmm nasha daulat ka aisa bhee kya
Kya hua tera vaadaa vo qasam vo iraada
Bhuulegaa dil jis din tumhein
Vo din zindagi ka aakiri din hoga
Kya hua tera vaadaa