Abhi Abhi bhule bhi na thhe tumhe
Khayal ban ke phir tum aa gaye
Ehsaas jo thhe dil mein kayi ankahe
Lafzon pe wo phir yoon aa gaye
Saanson ki sarzameen par barsaat la gaye
Ek jhapkee mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse
Maanti Hoon Khuda Tujhi Ko
Tu Hi To Rehbar Mera
Ab Se Khalipan Mein Bhi Tu
Pass Mere Khada…
Tu Hai Nahi Yaha
Ye Na Yakeen Hua
Kaise Karoon Ye Khud Se Bayaan
Bikhri Hoon Har Jagah
Main Rait ke Tarah
Na Mere Dard Ki Hai Dawa
Saanson ki sarzameen par barsaat la gaye
Ek jhapkee mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse
Toot ke bikhra pada hoon
Saans lena bhi hai saza
Jeene mein ab kya rakha hai
Marr raha sau dafaa
Kaisi ye saazishein
roothi hain ranzishein
Leti hai karwatein zindagi
Ab kis mod par
aake ruka hoon main
Na koi raah hai na pata
Saanson ki sarzameen par barsaat la gaye
Ek jhapkee mein tere sau khaab aa gaye
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse
Bepannah, Bepannah pyaar hai tumse