Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
Mera daawa hai ke tujhsa nahin dekha hoga
Jis tarah maine teri raah taki hai barson
Yun kisi ne tera rasta nahi dekha hoga

Din ho chaahe raat ho
Hum dono ka saath ho
Hoton pe mere sanam
Bas teri hi baat ho
Bas tujhe pyaar doon
Bas tera naam loon
Behke jo kabhi tujhko thaam lo
Is tarah se tujhe palkon mein
Chhupa loonga main
Is tarah se tujhe palkon mein
Chhupa loonga main
Meri aankhon mein sirf tera hi chehra hoga
Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
Chhayee hai kya bekhudi
Yeh dil bhi betaab hai
Khushboo bikhren phool se
Bas itna sa khwaab hai
Jis tarah maine duaon mein tujhe maanga hai

Aise rab se na kisi na tujhe maanga hoga
Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
Mera daawa hai ke tujhsa nahin dekha hoga
Jis tarah maine teri raah taki hai barson
Jis tarah maine teri raah taki hai barson
Yun kisi ne tera rasta nahi dekha hoga
Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
Mera daawa hai ke tujhsa nahïn dekha hoga