menu-iconlogo
logo

Aise Kyun(Ghazal Version)

logo
Liedtext
Aise kyun kuch to likhti hoon

Likh ke mitati hoon main raat bhar

Aise kyun baatein khud ki hi

Khudse chupati hoon main aaj kal

Par ye sab sochna dil ko yun kholna

Sab kuch kehkar hi sabko batana

Zaroori hai kya

Aise kyun

Aise Kyun

Uske hothon pe

Achchha lagta hai mera naam

Aise Kyun

Kuch bhi bole wo

Mann mein ghulta hain

Zafraan

Girta hai Gulmohar

Khwaabon mein raat bhar

Aise khwaabon se bahar nikalna

Zaroori hai Kya

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Wo kuch bolein na

Aksar tumse milkar mujhko

Ghar sa lagta hai

Phir kyun dil hi dil mein koi

Dar sa lagta hai

Aksar tumse milkar mujhko

Ghar sa lagta hai

Phir kyun dil hi dil mein koi

Dar sa lagta hai

Beeta jo waqaya sochoon main kyun bhala

Beeti baton se dil ko dukhaana zaroori hai kya

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Wo kuch bolein na

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Wo kuch bolein na

Aise Kyun(Ghazal Version) von Rekha Bhardwaj/Anurag Saikia/Raj Shekhar - Songtext & Covers