Na kuchh poocha
Na kuchh maanga
Toone dil se diya jo diya
Na kuchh bola
Na kuchh tola
Muskura ke diya jo diya
Tu hi dhoop, tu hi chaaya
Tu hi apna paraaya
Aur kuchh na janoon
Bas itna hi janoon
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Rab ne...
Rab ne...
bana di...
bana di...