Apsaraaon jaisi teri chaal teri dhaal hai
Kyun milte na yeh faasle kamaal hai (Kamaal hai)
Dhadkanko ke beech se awaaz aati teri hai
Kyun mitt gaye saare sapno ke yeh raaste
Nazrein toh milaalo mujhse bhi zara
Chura liya hai dil jo tumne
Baat teri meri hai toh saath mere raho na
Kaafiraana dil hai mera saath mere chalo na
Baat teri meri hai toh saath mere raho na
Kaafiraana dil hai mera saath mere chalo na
(Music)
Dabe dabe paaon pe chale kahin door
Kabhi kabhi lagta na hota mehsoos
Ek hi hai seene meh dil woh muskaare tu cheen le khudaya
Teri meri story hogi mashoor
Teri muskaan ho jaise kohinoor
Maangi mannatein tere liye kyunki teri muskaan meh meri hi khushi haan