Door manzil ha ra guzar tanha
Rasata khatam hi nahi hota
Reza reza ha khawab ankho main
Kasay kah du kei gam nahi hota
Koi shikwa nahi magar maula
Koi shikwa nahi magar maula
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Zindagi ke udas lamho main
Tari yadoo ka sayaban to ha
Tara ehsas teri khushboo ha
Meray apno ka aik maan to ha
Ya charago ko kya bujhay ge
Ke hawao main dam nahi hota
Koi shikwa nahi magar maula
Koi shikwa nahi magar maula
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya kahe kis tarah guzari he
Zindegi tujhko jeeke dekhlia
Mere zakhmo ki baat karte ho
Ye zeher humne pee ke dekhlia
Kya kisi se gila kare koi
Khub mayal karam nahi hota
Koi shikwa nahi magar maula
Koi shikwa nahi magar maula
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota
Kya karu dard kam nahi hota