menu-iconlogo
logo

Halkat Jawani

logo
Liedtext
Aaja

Aaja

Aaja

Aa aa aaja

Aaja zara sarak le

Gir le zara behak le

Saiyyan zara chhalak le haye

Aake moh se lipat le

Tedha zeher hai yeh iss se naa kar chhedkhani

Life ki naughty kahaani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Meetha yeh namkeen paani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Life ki naughty kahaani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Joban hai pyaasa tu zor kare

Ainwe yeh din mein shor kare

Haye joban hai pyaasa tu zor kare

Ainwe yeh din mein bhi shor kare

Takkiya bana le patt le

Kambal bana rapat le

Tann hai ke tila baras ki adaa hai shaitani

Life ki naughty kahaani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Meetha yeh namkeen paani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Life ki naughty kahaani, jawani

Yeh halkat jawani

Aa aa, chhoron ki neeyat halaal kare aah

Arrey basti mein daily bawaal kare

Haye, chhoron ki neeyat halaal kare

Basti mein daily bawaal kare

Item bana ke rakh le, haye

Chakhna bana ke chakh le

Aankhon ko kyun seke

Haathon se kar manmaani

Life ki naughty kahaani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Hui main hui paani paani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Life ki naughty kahaani

Yeh halkat jawani, yeh halkat jawani

Jawani, yeh halkat jawani, haye