Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahi Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haye Mera Dil
Haye Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
....
Bahaar Banke Aaun Kabhi
Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaye Yeh Din Kahin
Isi Tamanna Mein
Bahaar Banke Aaun Kabhi
Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaye Yeh Din Kahin
Isi Tamanna Mein
Tum Mere Ho, Tum Mere Ho
Aaj Bas Itna Vada Karte Jaana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam