Meri nazron ko tune sapna dikhaya
Jagaya mujhe raaton mein
Dabi dabi saanson mein khushboo le aaya
Kabhi jo naa thi raahon mein
Aisa mera dil kabhi na tha
Jaisa yeh ho gaya
Karamaat teri hai yeh
Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil ye mera
Main toh bas ek baar
tumko dekhne ko tarsun
maanon naa kahana mera
Aate aate tum le aana be mausum ki
Kuch barishein yahaan
Aadhe aadhe bheege dono hon phir apni
Kuch khwaishein riha
Aisa mera dil kabhi na tha
Hairaan be wajah
Saughat teri hai yeh
Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Kehta hai dil yeh mera
tumko dekhne ko tarsun
maanon naa kahana mera
Haan.. bas ek baar
tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar
tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh mera