Hmm..Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
Khamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo
ho..Tumko milega
utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
.... ....
.. ..
..... ....
.......... .........
............... ..............
Kabhi jo tum socho,
ke tum yeh dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
To chup mat rehna,
yeh mujhse kehna
Arre koi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin de
jaan bhi de jo tumhein
Dil hi nahin de
jaan bhi de jo tumhein
Ho.. to main kahoonga
Sarkar main hoon na aa
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
Khamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo
ho..Tumko milega
utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
....
..... ....
.......... ...........
............... ................
Kehne ki ho dil mein koi baat,
mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat,
mujhse kaho
Koi mushkil, koi pareshani aaye
Tumhein lage kuchh theek nahin halaat,
mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Ho.. rehna kabhi na
bekaraar main hoon na
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na
Khamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo
ho..Tumko milega
utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko
intezar main hoon na
Dekh lo idhar to
ek baar main hoon na