Rab se maangi thi maine wo dua ho tum.....
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum......
Rab se maangi thi maine wo dua ho tum.....
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum......
Kaafir Hota to main khuda ki kasam....
Kaafir Hota to main khuda ki kasam....
Kehta tumko mere khuda ho tum.....
Meri subhaa ho tujhse shuru
Ye hi tamanna hai bas meri
Meri subhaa ho tujhse shuru
Ye hi tamanna hai bas meri
Tu ban gaya meri jeene ki wajah
Tasveer Mera dil Mein basi hai teri
Mujhse zindagi kabhi hona na khafa
Mujhse zindagi kabhi hona na khafa
Tu hi talab hai meri aakhari
Ab Har pehar hai tujhi pe nazar
Aisi kashish hai tujhme bakhuda
Aab Har peher hai tujhi pe nazar
Aisi kashish hai tujhme bakhuda
Meri saadgi aur meri ye haya
Tere liye hai aa humnavaa
Par makhmali khushboo hai sandali
Par makhmali khushboo hai sandali
Jab se mila hai tu meherbaan.