Mei to jala
aesa jeevan bhar
Kya koi deeppp jalaaa hogaaaa
Mei to jala aesa jeevan bhar.......
kya koi deep jala hoga
Mei to jala aesa jeevan bhar.......
kya koi deep jala hoga
Na meri subhen,na meri shamen,
Na meri subhen,na meri shamen,
Mere jesa is duniya me
koi akela kya hoga
Mei to jala aesa jeevan bhar
kya koi deep jala hoga.......
Jitni umangen thi dil me
sath mera sab chor gayin...
Jitni umangen thi dil me
sath mera sab chor gayin
Meri jagti raton se
roshniyan mun mor gayin
Mag hai mera ek ek sapna,
ashaaon k chand ne apna
mukhra dhappp liya hogaaaa
Mei to jala jeevan bhar
kya koi deep jala hoga.........
Log mujhy sab pyare hain,
bichray hue ek sathi k
Log mujhy sab pyare hain,
bichray hue ek sathi k
Ek deep magar koi dair talak
jalta nahi bin baati k
Charon taraf hai ghor andhera,
jan sakega haal wo mera
jisne pyarrrr kiya hogaaa...
Mei to jala aesa jeevan bhar
kya koi deep jala hoga
na meri subha na mere shamen
Na meri subhen na meri shamen
Mere jesa is duniya me
koi akela kya hoga...
Mei to jala aesa jeevan bharrrr.......
kya koi deepppp jalaaa hoga