Aankhon mein angaar hai angaar hai
Aur saanson mein toofan hai toofan hai
Mitti ki hum moorat hai par hausle aasmaan hai
Kalyug mein chaadar safed oadhe jab jab Raavan aayega
Jab jab jab Raavan aayega
Har Yuva mein Ram samayega
O Yuva Yuva x2
Dhakka Laga Bukka khayega re mukka x2
Hath ja hath ja re x3
Hath hath hath hath hath hath hath
Dhakka Laga Bukka khayega re mukka x2
Ban ja re ban ja mashal-e-raah O Yuva Yuva O Yuva x2
Dhakka Laga Bukka khayega re mukka x2
Hath ja hath ja hath ja re x3
Hath hath hath hath hath hath hath
O Yuva Yuva
Lehrein uthi hai shor macha hai
Josh sa koi hum mein utha hai
Hum hain sailaabi
Doobi doobi si tumhe jaise hoti chamakti moti hai moti jyoti hai
Kirdaar aise hi dil mein saje hain humare
Apne usool hai apni samajh
Duniya ko apni nigahon se parakh
Sach aur jhooth ka farak samajh
Zulm ko de de zameen pe patak
O Yuva x7
Dhakka Laga Bukka khayega re mukka x2
Hath ja hath ja re x3
Hath hath hath hath hath hath hath
Dhakka Laga Bukka khayega re mukka x2
Ban ja re ban ja mashal-e-raah O Yuva Yuva O Yuva x2
Ban ja re ban ja mashal-e-raah O Yuva Yuva O Yuva x2
O Yuva Yuva