Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao,to keh doon
Aakhir kyoon pal mein yun
deewaana main ho gaya
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha,voh to gaya
Badan ki yeh khushboo,jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu,dil kho gaya..
Tumhe jo maine socha,
Tumhe jo maine maana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya
Itni kyoon,tum khoobsurat ho
Ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyada pyari si ladki koi
Haan itni kyoon,bolo haseen tum ho
Jo dekhe gumsum ho
Dekho na main bhi hoon khoya sa behka sa
Mujhpe bhi chhaayi hai deewaangi
Tumhi ko maine socha,
Tumhi ko chaaha paana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha,voh to gaya..
Badan ki yeh khushboo,jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu..dil kho gaya..
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha,voh to gaya..
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao,to keh doon
Tumne jo dekha to kya jaane kya ho gaya
Jaane kyoon,rehti hoon khoyi si
Jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai
saanson mein toofaan hai aankhon mein
Khwaabon ki hai chaandni
Haan jaane kyoon,behka sa yeh mann hai
Mehka sa yeh tanhai
Chalti hoon itraake ithlaake
Shaarmake balkhaake jaise koi raagini
Tumhe jo maine samjha,
Tumhe jo pehchaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha,voh to gaya..
Badan ki yeh khushboo,jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu..dil kho gaya..
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha,
Tumhe jo maine jaana