menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Yar Ko Hum Ne Ja Baja Dekha

Abida Parveenhuatong
penguin_lover_5huatong
Lyrics
Recordings
Manum maanay azmandi k be tonay yaazdaanran

Ghum- e- choon to naaz ni ni

Ghum- e- choon to naaz ni ni behizaar naaz- daran

Kohe- e- afataab- e- chashman wa jamaal toos to roshan

Ager astobazgeeram bad bay chashm- e- raazgaaran

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin zahir kahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin momkin hoa kahin wajib

Kahin momkin hoa kahin wajib

Kahin fani kahin baqa dekha

Kahin fani kahin baqa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin zahir kahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin wo baadshaah- e- takht nasheen

Kahin wo baadshaah- e- takht nasheen

Kahin kaasa liye ghada dekha

Kahin kaasa liye ghada dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin zahir kahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin wo der leebaas- e- mashoka

Kahin wo der leebaas- e- mashoka

Ber- ser- ray naaz aur aada dekha

Ber- ser- ray naaz aur aada dekha

Kahin zahir jahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin aashiq niyaz ki soorat

Kahin ashiq niyaz ki soorat

Kahin ashiq niyaz ki soorat

Kahin ashiq niyaz ki soorat

Seena phir yon dil jala dekha

Seena phir yon dil jala dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin zahir kahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Kahin zahir kahin chupa dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

Yaar ko humne ja- ba- ja dekha

More From Abida Parveen

See alllogo

You May Like

Yar Ko Hum Ne Ja Baja Dekha by Abida Parveen - Lyrics & Covers