menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Duaa Mein Yaad Rakhhna

Aditya Narayanhuatong
mwgervais72huatong
Lyrics
Recordings
Teri yaadon ke sahare jee raha hoon

Kyunki tu hi hai aashiqui

Tu hi hai bandagi

Kabhi socha hi nahi tha ki

Tere bina bhi jeeni padegi zindagi

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Lekin tum humein bhool na jaana

Dua mein yaad rakhhna

Dua mein yaad rakhhna

Dua mein yaad rakhhna

Dua mein yaad rakhhna

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Lekin tum humein bhool na jaana

Duaa mein yaad rakhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Kya ho gayi meri khata

Tu ho gayi yun bewafa

Mili mujhe aisi saza

Jaane kyun?

Dhoka mujhe tune diya

Phir bhi yaara tera nasha

Dil se nahi utar raha

Jaane kyun?

Maine toh yeh socha tha

Tum rahoge bas humare

Kya pata tha iss tarah se

Badal jayenge sitaare

Woh kasmein woh waade

Woh saari baatein

Raakh ho jayengi apni mulakatein

Raakh ho jayengi apni mulakatein

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Lekin tum humein bhool na jaana

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Maine dil ki kalam se

Likh diya tha naam tera

Tujhse hi tha har pal

Chaino aaram mera

Tujhse hi tham raha tha

Meri dhadkano ka lawa

Tujhse hi tha humesha

Meri aashiqui ka daawa

Tujhse hi tha humesha

Meri aashiqui ka daawa

Tum the humare

Ab gair ho gaye

Saare jazbaat zubair ho gaye

Lekin tum humein bhool na jaana

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

Duaa mein yaad rakhhna

More From Aditya Narayan

See alllogo

You May Like