Bay khudi besabab nahi Ghalib
Kuch to hai jiski parda dari hai
Main kitnay tookron main tooti, koi jane na
Main kitna raaton mein roti, koi jane na
Mera hath thaam ke, ehsaan tunay kiya
Gumnam si thi main, naam tunay dia
Nadaniyaan main jo hum say hua, Maaf kari maula
Tanhaiyoon main rota raha, Maaf kari maula
Ye kaisa jurm hua, Kay tera hi mujrim hua
Mera dard koi kun baante
Mere Aanchal mein liptay hue kaante
Mujhe naam koi kyu deta
Meri qismat main bus hai ghum chaate
Jane anjanain main bhool hui
Jane baddua kisi ki qabool hui
Jane kyun tujhko paake bhi kho diya
Mujhe pachtawa hai aisa kay ro diye
Mera haal janta hai khuda, Kya bataun tujhe
Meri daanstan adhoori rahi, Kya sunaoon tujhe
Nadaniyaan main jo hum say hua, Maaf kari maula
Tanhaiyoon main rota raha, Maaf kari maula
Ye kaisa jurm hua, Kay tera hi mujrim hua