menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dil Mom Ka Diya

Adnan Dhoolhuatong
reset60huatong
Lyrics
Recordings
Jese asman hai zameen se juda

Jesae aag hai paani se khafa

Wese hum wese tum

Hain….

Jese asman hai zameen se juda

Jesae aag hai paani se khafa

Jese aankh se ansoo hai juda

Seharon se baarish hai khafa

Wese tum wese hum

Alag hain

Kabhi din ko dhaltay dekh jakay

Phoolon ko martay dekh jakay

Sab dhal jata hai

Chaand utartay dekh jakay

Patoon ko jhartay dekh jakay

Kabhi husan badalte dekh jakay

Sab dhal jata hai

Dard seh na paega

Mera dil moom ka hai diya

Do kinaree

Mai aur tu kase mile

Kese juren

Hayeee.....

Hum dono kay alag raastay

Kese milen kese muren

Hayee.....

Kabhi din ko dhaly dekh jakay

Phoolon ko maltay dekh jakay

Sab dhal jata hai

Kabhi din ko dhaltay dekh jakay

Kabhi raat nikalty dekha jakay

Phoolon ko maltay dekha jakay

More From Adnan Dhool

See alllogo

You May Like