aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
ye milan aur ye haseen raat
naa jaaneeee kab ho
aaj ke baad mulaaqat
naa jaaneee kab ho
ab tere shehar musafir ki
tarah aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
chaand ke aks mein sooraj ki
haseen kirnon mein
jheel ke aaine mein behte
huye jharnonn mein
inn nazaaron mein tujhe main hi
nazar aaungaa
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad jab aayegi wo pehli
mulaaqat tujhe
aur muhabbat ke fasaane ki
har ik baat tujhe
tere khaabon mein khayalon mein
chala aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
tujhko iss geet ka har sher
karega bekal
meri yaad aayegi jab bhi tujhe
aye jaane ghazal
nagmaa ban ban ke
khayaalaat pe chhaa jaaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga
yaad rakhna ke tujhe yaad
bahot aaunga
aye sanam tujhse main
jab door chala jaaunga