Dil ki dharkan kehti hai
Aaj kuch hone wala hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Dil ki dharkan kehti hai
Aaj kuch hone wala hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Sehmi hui hai har nazar
Jaane kia hoga yeh ksie khabar
Sehmi hui hai har nazar
Jaane kia hoga yeh ksie khabar
O' deewane mere ishare honge tere dilbar
Ankh milai ankhon se
Haath tere haath main dala hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Behke hue hai mere kadam
Bahon main le le mujhe humdum
Behke hue hai mere kadam
Bahon main le le mujhe humdum
Yeh ishare tujhe dubara hoga na mere sanam
Ub teri merzi kia hai
Dekh maine subko taala hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Tum yun mujhe choona nahin
Tumne mujhe abhi jana nahin
Tum yun mujhe choona nahin
Tumne mujhe abhi jana nahin
Door rehna mujhe na kehna who saari baaten kabhi
Chor do tum in baton ko
Yeh sub kuch tu bahana hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Dil ki dharkan kehti hai
Aaj kuch hone wala hai
Mere hazoor
Aaj zaroor kuch daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai
Daal main kala hai