Hmm mm
Hmm mm
Khwanish poori
Karta hai
Khatam yeh doori
Karta hai
Kehte hai sab
Toota taara
Kam zaroori
Karta hai
Marham deke
Door kare yeh
Dard bichode ka
Par toota taara
Khud toota hai
Dil kya jodega
Par toota taara
Khud toota hai
Dil kya jodega
Hmm hmm
Hmm
Reh na saka
Jab tere bin
Toote taare
Ko ek din
Reh na saka
Jab tere bin
Toote taare
Ko ek din
Dil ke kehne
Mein aakar
Maine dua bheji lekin
Laut ke woh aayi
Poori na ho payi
Sab kehte the
Yeh na kisi ko
Khali modega
Par toota taara
Khud toota hai
Dil kya jodega
Par toota taara
Khud toota hai
Dil kya jodega
Hmm hmm
Hmm
Teereyan ve taareyan
Sab kuch haareyan taareyan
Hmm hmm
Hmm