Created by Zafar Imam
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi
Rait mein moti milte hein
Phool khizan mein khilte hein
Tod na dori aas ki
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi
Rait mein moti milte hein
Phool khizan mein khilte hein
Tod na dori aas ki
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi
INTERLUDE
Ye deewane duniya wale,
Waqt ke saath badalte hein
******
Jab ban,te hein kisi ke saathi,
Chaar qadam hi chalte hein
Matlab ke yarane hein,
Apne bhi begane hein
Hum ne duniya dekh li
Yehi hai pyare...
Yehi hai pyare zindagi
INTERLUDE
Khushiyan kya hein, dil wale to
Dukh bhi hans kar sehte hein
*******
Hum to jaanen chand sitare
Gardish mein hi rehte hein
Mushkil ko asaan samajh
Har gham ko mehman samajh
Baat hai thodi dair ki
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi
Rait mein moti milte hein
Phool khizan mein khilte hein
Tod na dori aas ki
Yehi hai pyare zindagi
Kabhi mile gham, kabhi khushi