menu-iconlogo
logo

Yeh Jism

logo
Lyrics
Yeh jism hai to kya

Yeh rooh ka libaas hai

Yeh dard hai to kya

Yeh ishq ki talaash hai

Fanaa kiya mujhe

Ye chahne ki aas ne

Tarah tarah shikast hi hua

Razah hai kya teri

Dil o jahaan tabaah kiya

Sazaa bhi kiya teri

Wafaa ko bewafaa kiya

Wah re zindagi se yun

mujhe judaa kiya

Kahaan kahaan phiru mein dhoondta

Razah hai kya teri

Dil o jahaan tabaah kiya

Sazaa bhi kiya teri

Wafaa ko bewafaa kiya

Wah re zindagi se yun

mujhe judaa kiya

Kahaan kahaan phiru mein dhoondta

Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai

Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai

Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai

Wahin shuru wahin pe dafan jaan hai

Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai

Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai

Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai

Wahin shuru wahin pe dafan jaan hai

Yeh jism hai to kya

Yeh rooh ka libaas hai

Yeh dard hai to kya

Yeh ishq ki talaash hai

Fanaa kiya mujhe

Ye chahne ki aas ne

Tarah tarah shikast hi hua