O jaaneman chehara tera
Jaadu koi jaadu
O jaaneman chehara tera
Jaadu koi jaadu
Dekha hai maine teri nazar mein
Teri nazar mein tere jigar mein
Jaadu koi jaadu
Jaadu ho koi jaadu
O jaaneman chehara tera
Jaadu ho koi jaadu
Mehboob sanam tere sar ki
Kasam deedar huwa jab se
Meri nind gayi mera chain gaya
Mujhe pyaar huwa tab se
Bechain kiya jab dil ne mujhe
Tujhe maang liya rab se
Sine mein chhupake rakha hai
Dildaar tujhe tab se
Teri hansi mein tere labon mein
Gaalon pe tere teri laton mein
Jaadu o koi jaadu
Jaadu o koi jaadu
O dilruba yeh ishq
Kya jaadu o koi jaadu
Jaau main jahaan har waqt
Wahaan teri yaad sataati hai
Aawaj koi har waqt mujhe
Kyun paas bulaati hai
Sapano ki pari banake jo
Kabhi tu saamane aati hai
Sach kehata hoon meri jaan
Meri tu hosh udaati hai
Baaton mein teri teri sada mein
Saanson mein teri teri wafa mein
Jaadu koi jaadu
Jaadu haan koi jaadu
Jaanejigar teri kamar
Jaadu o koi jaadu
Dekha hai maine
Teri nazar mein
Teri nazar mein
Tere jigar mein jaadu koi jaadu
Jaadu haan haan jaadu
O jaaneman chehara tera
Jaadu o koi jaadu
Jaadu jaadu jaadu jaadu
Jaadu jaadu jaadu jaadu