chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Bal kha ke meri jaana
Gumsum sa hai gupchup sa hai
Madhosh hai khamosh hai
Ye sama
Haan ye sama kuch aur hai
O ho ho
Chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Bal kha ke meri jaana
nazdikiyan badh jaane de
are nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
ye dooriyan mit jaane de
are nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
door se hi tum
Jee bhar ke dekho
tum hi kaho kaise
Door se dekhun
chaand ko jaise
Dekhta chakor hai
aye
Gumsum sa hai gupchup sa hai
Madhosh hai khamosh hai
Ye sama
Haan ye sama kuch aur hai
o ho ho
Chand chupa badal mein
Sharma ke jaane jaana
seene se lag ja tu
Bal kha ke meri jaana
aaja re aaja chanda
Ki jab tak tu na aayega
Sajana ke chere ko dekhne
Ye man tarsa jayega
Na na chanda tu nahin aana
Tu jo aaya to
Sanam sharma ke kahin
Chala jaye na
Aaja re aaja chanda
Tu laakh duayen payega
Na na chanda tu nahin aana
Varna sanam chala jayega
Aanchal mein tu chup jaane de
Are nahin baba nahin
Baba nahin nahin nahin
Julfon mein tum kho jaane de
Are nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
Pyaar to naam hai
Sabra ka humdam
Woh hi bhala bolo
Kaise karen hum
Sawan ki raah
Jaise dekhe mor hai
Ae rehne bhi do jaane bhi do
Ab chhodo na muh modo na
Ye sama
Haan ye sama kuch aur hai
Aaya re aaya chanda
Ab har khwayish poori hogi
Chandani raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi
Aaya re aaya chanda
Ab har khwayish poori hogi
Chandani raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi
Aaya re aaya chanda
Ab har khwayish poori hogi
Chandani raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi