Dil kyun dhak dhak karta hai
Kyun ye tujhpe marta hai
Dil kyun dhak dhak karta hai
Kyun ye tujhpe marta hai
Dil tujhko hi chaahe baar baar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huye yaar
Tere deewane huye yaar
Ke ab kya karein hum
Hey hey
Kaise jeeyein hum
Hey hey
Itna bata de
O mere yaar
Haaye
Hum to deewane huye yaar ha ha
Tere deewane huye yaar
Ke ab kya karein hum
La la
Kaise jeeyein hum
La la
Itna bata de o mere yaar
Haaye
Hum to deewane huye yaar
Tere deewane huye yaar
Rakhloon nazar mein chehra tera
Din raat ispe marta rahoon
Jab tak ye saansein chalti rahein
Tujhse mohabbat karta rahoon
Itna jo chaahoge meri kasam
Sab kuchh luta doongi tujhpe sanam
Tumne kiya hai beqaraar
Beqaraar beqaraar beqaraar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huye yaar ha ha
Tere deewane huye yaar
Ke ab kya karein hum
Aa ha
Kaise jeeyein hum
Aa ha
Itna bata de o mere yaar
Haaye
Hum to deewane huye yaar
Tere deewane huye yaar
Bhar ke mujhe apni aagosh mein
Soja mere gesuon ke taley
Tere siva kuchh nazar aaye na
Aise laga le mujhko galle
Teri wafaaon pe bharosa karoon
Tujhse kabhi na dhokha karoon
Tune kiya hai aitbaar
Aitbaar aitbaar aitbaar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huye yaar
Tere deewane huye yaar
Ke ab kya karein hum
Hey hey
Kaise jeeyein hum
Hey hey
Itna bata de o mere yaar
Haaye
Hum to deewane huye yaar
Haan haan
Tere deewane huye yaar