Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon main tujhko salaam
Ijaazat hai ijaazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon main tujhko salaam
Ijaazat hai ijaazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Jannat mein pariyan bhi hoti hai hoti hai
Khushiyan hi khushiyan bhi hoti hai hoti hai
Woh sari batiyan bhi hoti hai hoti hai
Sach ho jaate hai sapne tamam
Kismat hai kismat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Main bhi yahan pe reh jaaon reh jaao
Kehna hai jo woh keh jaaon keh jaao
Masti ki mauj mein beh jaaon beh jaao
Baahen tumhari loon mein tham
Himmat hai himmat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Tera mera kabhi hoga milan
Shayad kabhi
Kya mein banuga tera sajan
Shayad kabhi
Jagegi tere mann mein lagan
Shayad kabhi
Likha hai har dil pe dilbar ka naam
Kahawat hai kahawat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Jannat hai jannat hai
Mohabbat hai mohabbat hai
Jannat hai
Mohabbat hai