O mera dil tha akela
Toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raatu bhar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O mera dil tha akela
Toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raatu bhar
Baazigar mein baazigar
Dilvaalon ka mein dilbar
Baazigar mein baazigar
Dilvaalon ka mein dilbar
O dil leke dil diya hai
Sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Chupke se aankhon ke raste
Tu mere dil me samaaya
Chaahat ka jaadu jagaake
Mujhko devaana banaaya
Pehli nazar me bani hai
Tu mere sapnon ki raani
Yaad rakhegi ye duniya
Apni vafaa ki kahaani
O mera chain churaake
Meri neenden udaake
Kho na jaana kisi modh par
Baazigar mein baazigar
Dil walo ka mein dil par
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
O dil leke dil diya
Hai sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Baazigar mein baazigar
Dhak dhak dhadakta hai ye dil
Bolo na kya keh raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujhko galat na samajhna
Mein nahin baadal aavara
Dil ki deevaron pe maine
Naam likha hai tumhaara
O tere pyaar pe qurbaan
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar mein baazigar
Dilvaalon ka mein dilbar
O mera dil tha akela
Toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raatu bhar
Baazigar o baazigar
Baazigar mein baazigar
Baazigar o baazigar
Baazigar mein baazigar