Tum Agar Saamne
Abhijeet Bhattacharya Alka Yagnik
MALE
Hey hey hey hey, aa aa aa aa
La la la la, aa aa aa
Main agar saamne aa bhi jaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon,
tum bhi tadpa karo
FEMALE
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai 2
Tum hi kaho kaise main chup rahoon
Tum agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon,
tum bhi tadpa karo
MALE
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai 2
FEMALE
Tum agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon
MALE
Hey hey, eh hey, aa aa, la la la la la
Sataane ke manaane ke
Yeh din hai aazmaane ke
Zara samjha karo dilbar,
tumhe meri kasam
FEMALE
Yehi meri hai majboori
Sehi jaaye na ab doori
Mera kya haal hai kaise
bataaoon main sanam
MALE
Zameen hogi, gagan hoga
Tera mera milan hoga
Main agar tumse nazrein milaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
like after singing
& follow.. Thanks
FEMALE
Aa aa aa aa aa aa, la la la la, aa aa aa
MALE
Main duniya se chala jaaoon
Kabhi na lautke aaoon
Karogi kya akele tum, bataao dilrooba
FEMALE
Main rab se chheen laaoongi
Tujhe apna banaaoongi
Chalegi saans jab tak
MALE
Na apni yeh kasam toote
Jo rab roothe to rab roothe
Main agar tumko milne bulaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon,
tum bhi tadpa karo
FEMALE
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai